Monday 21 November 2016

क्या रिस्ते दूध होते है?

कभी ख्वाबों में  भी न सोचा था,ये क्या से क्या हो गया।
क्या कहे वो बदल गये,या फिर हलात बदल गया।
हमारा रिस्ता क्या रेत कि ढेर पर टिका था जो ढह गया।
कितना कमजोर था ये बंधन ,हवा का एक झोका ना सह सका।
अब भी वो हमसे मिलते है,पर लगता है कोई गैर आ गया।
उनकी आँखों का मेरे लिए प्यार कहीं खो गया।
नदी के दो कभी ना मिलने वाले किनारो सा हाल हो गया।
पास है पर दिलों मे सदियो का फासला हो गया।
वे वेवफा निकले या हमसे ही कोई गुनाह हो गया।
तकदीर मे थी जुदाई ,मै तनहा हो गयी।
फट जाता है दूध जब थोडा खटास आ गया।
क्या हमारा रिस्ता भी दूध था,जो कभी ना भरने वाला दरार आ गया।

Friday 18 November 2016

Ek jindagi aisi bhi

Ek bar ki bat hai,Ek raja ke mantri chal base.tab raja ko yogya mantri ki talas thi.to unohone ek upay soca.mantri  banne ki shart thi ki Ek andhera kamra, jisme koi khirki nahi,koi madadgar nahi ,usse khud ko bahar nikalna hai.hajoro log mantri banne pauche.koi samaj nAhi pa rAha that kaise ye asambabh si sarta pure hogi.Jo thud ko bhagwan ka that manta the,vo un mm a nam le chamatkar ki asha me the.kuch jadu-tone se gayAb ho kamare se bAhar Jane ka irada tha. To kuch dar kar man  baithe ,ye mujhse to nahi hoga.to kuch raja ko kaus rahe the,bilkul pagal hai Jo use sharta rakhi.Sab jante Jo the ye sambham to nahi.tabhi us bhir me ek yuvak utha,usne socha "sambhAv ki sima janne ka tarika hai,asambhav se age niklana" bas phir  kya tha ek jatake se darwaja khola aur bhar aa gaya.
Bas hamari jindagi bhi to aise hi hai.vo raja iswar/niyati/paristhiti hai aur mantri bann see vale umidvar.ab jivan ke Imtihan me Hume khud ko yogya sabit karna hai.par humme se adiktar shortkut  dhundhte hai par such hai ki"safalta ka kabhi koi vikalaf  mm ahi hota" vo to himamat ke sath har mithak torte hue ,darbaja kholne  se hi milegi.Na jivan darne ka,Na khud ke karmo ko khudha pe chorne ka,Na andhaviswas me parne ka,Na auro par Ilgam lagane ka  nam hai.jab hum samasyio ka samna karte hai to vo absar ban jata hai.
to kyon Na hum sab jivan ko khulkar jiye,usme rang bhare,Use sapno ki uran de Aur us udan ko karm ke pankh.



Ek najarana*

Jindagi jine ka ilm nahi ,kehte hai Jindagi buri hai.ristey me pyar aur viswas nahi,kehte hai insane bure hai.Bhag rahe hai Ek anjani daur me,kehte hai kismet buri hai.Jab khud se mile to Na keh PAYE him achey hai kya?